Duration 7:27

SBI PO, IBPS PO Crack करने की world class Strategy | Bank PO preparation | Josh Talks Spoken English

566 122 watched
0
21.5 K
Published 2020/01/09

हम सब भी मेहनत करके Career में Successful बन सकते हैं! English सीखकर, Success की ओर, पहला कदम लेते हैं Josh Skills App के साथ https://joshskills.app.link/YZkMiIAQXhb Bank Jobs https://www.joshtalks.com/joshkosh/sarkari-job/sarkari-naukri-bank/ SBI PO https://www.joshtalks.com/joshkosh/featured/sbi-bank-po-recruitment-notification/ IBPS PO https://www.joshtalks.com/joshkosh/sarkari-job/ibps-bank-po-recruitment/ TIMESTAMPS 0:00 All about Bank Exams 0:25 - Bank PO kya hai hai? | बैंक पीओ क्या है? | What is bank PO? 0:59 - Bank po ki eligibility? | What is eligibility for bank PO?Janiye Bank Po Kaise Bane? 1:14 - Bank po salary? | bank po ki salary kitni hoti hai? 1:28 - Janiye Bank Po Kaise Bane Aur Bank PO ke liye apply kaise kare? 2:04 - Bank po syllabus and exam pattern kya hota hai? 2:55 - Bank PO book list? बैंक पीओ के लिए किताबें 4:32 - How to prepare for GK for bank PO? 5:05 - Bank PO preparation tips 6:00 -Bank PO Preparation FAQ's Bank PO direct recruitment hoti hai scale 1 ke andar banks mein. PO ka full form hai probationary officer kyunki aap ki 2 saal ki probation hoti hai. Probation ka tenure hone ke baad hum isko bank assistant manager bhi bolte hai. PO ke main 2 exam hote hai, ek hota hai SBI PO jo state bank of India conduct karwata hai aur ek hota hai IBPS PO. Graduation kiya hona chahiye so 12th pass apply nahi kar sakte hai. Age limit hota hai 21 to 30 years. Age mein kuch relaxation hoti hai category ke according. Bank Po ka salary structure hota hai - Starting mein basic salary Rs 23,700 aur is mein DA aur allowances lagke approximately salary Rs 40,000 in hand aati hai. Aap ko IBPS PO ki website pe jana hota hai. Website hai https://www.ibps.in/ IBPS PO mein ek 3 tier selection ka process hota hai. Tier 1 ko PO prelims bhi kehte hai usmein syllabus hota hai English, Quantitative aptitude aur reasoning. Bank PO mains mein syllabus hota hai reasoning, computers, data interpretation, general awareness and English. Bank PO ka exam pattern objective type exam hota hai. Iske baad aapko bank interview face karna hota hai aur phir final selection all 3 exams ke basis pe hota hai. Bank PO mein basic school ki knowledge aati hai. Agar aap school mein padhai mein acche the to aap ko alag se tayari ki zarurat nahi padti. Par aaj ke time mein competition kafi ho gaya hai kafi log coaching lete hai. Agar aap kisi coaching center se preparation le rahe hai to unka study material bank PO ke liye best rehta hai. Bank po book list subject wise * Best book for bank PO English preparation - English for general competitions by Neetu Singh. KD publications. Yeh 2 volume ki book hoti hai. * Best book for bank PO Maths preparation - Arithmetic, Subjective and Objective by RS Aggarwal for maths. Yeh basics ki book hai jo bank PO preparation mein bahut kaam aati hai. * Best book for bank PO logical reasoning preparation - A modern approach to verbal and non verbal reasoning by RS Aggarwal. Bank PO syllabus mein current affairs ke basis pe GK aata hai aur is mein se kafi bank se related hota hai. Isliye book ki jagah mera suggestion hai ki aap koi business newspaper jaise ki Economic Times, HT Mint ya Hindu Business line padhein. Aapko daily news ko follow karna hoga aur points banane honge. Iske alawa aap Youtube pe daily current affairs ki video bhi dekh sakte hai. * Study material for bank examinations - Best hot hai coaching institutes ka study material. Agar aap coaching lete hai to study material ko acche tarah se padhiye. * Practice is most important - Mera kehna hai ki agar is exam ke liye aap at least 30 practice set kar lete hai to aap bank Po ke exam ko crack kar sakte hai. * Business newspapers zarur padhein aur specially bank se related sari news pe dhyaan rakhe aur notes zarur banayein. Especially dhyaan rakhein kuch RBI ke rates pe jaise Repo rate, reverse repo rates etc. In concepts tips pe hone chahiye kyunki kafi baar yeh questions puche jate hai. bank po exam full preparation video course bank ki taiyari kaise kare banking exam preparation best book for banking exam preparation books for bank po exam preparation bank po ki taiyari kaise kare bank po kaise bane banking ki taiyari kaise kare #JoshTalksenglish #BankPO #spokenenglish ----------------------------- Follow Us On - ➡️Instagram: https://www.instagram.com/joshtalksspokenenglish_/ ➡️Facebook: https://www.facebook.com/joshskillsapp/ ➡️Twitter: https://www.twitter.com/joshskillsapp/ ➡️Website: https://www.joshtalks.com/joshkosh/

Category

Show more

Comments - 477