Duration 2:37

क़ुरबानी की दुआ और तरीक़ा | अरबी, इंग्लिश और हिंदी मे | Qurbani ki dua in Hindi, English and Arabic |

3 520 watched
0
16
Published 2020/07/31

क़ुरबानी की दुआ और तरीक़ा | अरबी, इंग्लिश और हिंदी मे | Qurbani ki dua aur tarika | in Arabic, English and Hindi | Assalamualaikum Friends qurbaani hazrat saiyyiduna ibaraheem عليه السلام ki sunnat hai jo is ummat ke liye baaqi rah gayi aur nabi صلى الله تعالى عليه وسلم ko qurbaani karne ka hukm diya gaya irshad farmaya ّفَصَلِّ لِرَبِّكَ وَانْحَر Tum apne rabb ke liye namaz padho aur qurbaani karo (soora e kausar aayat no 2) HADEES: ummul mumineen hazrat aaishah siddiaqa رضى الله تعالى عنها se riwayat hai keh huzur e aqdas صلى الله تعالى عليه وسلم ne irshad farmaya keh yaumunnahar (daswen zilhijjah) men ibn e aadam ka koi amal khuda ke nazdeek khoon bahane ( qurbaani karne) se ziyadah piyaara nahin aur oh jaanwar qiyaamat ke din apne sing aur baal aur khuron ke saath aayega aur qurbaani ka khoon zmeen par girne se qabl khuda ke nazdeek maqaam e qubool men pahunch jaata hai lihaza is ko khush dili se karo (Abu daaud / tirmizi / ibn e maajah) METHOD AND DUA OF QURBANI : DUA BEFORE QURBANI : Recite this Dua and slaughter the animal with the words: “Bismillahi Wallahu Akbar.” "Inni waz jahtu wajahi ya lillazi fa ta rassamawati wal arz hanifauv wa ma ana minal mushriqi na in na salaati wa nusuki wa mahya ya wa mamaati lillahi rabbil aalmin. La shariq lahu wa bizali ka uriratu wa ana minal muslimin. Allahumma ma la ka wa min ka bismillahi Allahu Akbar. DUA AFTER QURBANI : "Allahumma ta Kabbal minni kama ta kabbal ta min khalili ka Ibrahim Alayhi Wa Salatu salam wa Habeebi ka Muhammadin Saallalahu Ta’ala Alayhi Wasallam" If slaughtering on the behalf of somebody else, instead of the words: “Minni” one should say : “Min” and take the name of the person and his father on whose behalf the Qurbani is being offered (Taqabbal Min ______ bin _________) Qurbani ki dua aur tariqa, qurbani ki dua urdu mein, qurbani ki dua kya hai, qurbani ki dua video #qurbani ki dua #blushnfit

Category

Show more

Comments - 6